The badmash shayari is a style full of attitude and swag that touches the heart and brings happiness to the tongue. This poem has courage, bliss and colors of life. Every lion has a passion for miscreants, but there is also a depth of emotions in the heart.
15+ New Badmash Shayari | Badmashi Poetry 2 lines | Badmashi Shayari
Khatam Karke Aya Hon
Rishte Unse,
Jinhe Lagta Tha Muhtaj
Hon Unka.
Izat Zilat Khuda Deta
Hai,
Baki jo Aap Kar Sakte
Hein Apko Ijazat Hai.
Badmashi Humari aadat nahi,
Yeh toh humari fitrat hai.
Jo humse takraata hai,
Uska khel wahi khatam hai.
Hum badmash nahi, bas thoda alag hein,
Zindagi ke har pal meine apne rang hain.
Jo humare raaste meine aata hai,
Woh kabhi wapas nahi jaata hai.
Dil meine junoon hai, aankhon
meine armaan,
Zindagi se lagna hai meri
Pehchaan!
Beta jhole pe jhul,
Lekin Apni Aukat Mat Bhol.
Sala Hum To Unme Se Hai
Jo Sharafat Bhi Badi..
Badmashi Se Karte hein
Meine har Kisi ko Acha
Nahi Lagta,
Mujhe Bhi Meri Yahi Khubi
Pasand Hai.
Hum badmash log hain,
Dil se nahi, dimaag se sochte hain.
Jo samajh paaye humari Baat,
Wohi humare sath chalte hain.
Badmash hoon, Lekin ishq meine
bewafa nahi,
Tere Liye duniya se bhi lad
Jaunga!
Badmash hoon, Lekin ishq meine bewafa nahi,
Tere liye toh duniya se lad jaunga,
Par tujhe aur ki nazer se bachane ke Liye,
Badmash banne ka darr dikhaunga!
Larki Tu Dor ki Baat Hai,
Meine tu Larko se Bhi Dosti
Nahi Karta.
Duniya kehti hai
naadan hoon,
Lekin har Dard se ladna
seekha hai.
Aur Jis Din Meine Apni
Zid Per Aa Gaya,
Tu Us Din Tum Apna
Sara Zor Azma Lena.
Attitude Apna high level ka hai,
Badmashi se duniya Hila dete hain.
Jo sochta hai humse jeetega,
Woh humari duniya se door chala jaata hai.
Badmash hoon, Lekin wafa
ka paaband hoon,
Tere Liye Kisi se bhi takra
jaunga!
Hum Apni Takat Tab
Dekhate Heine,
Jab Baat Humare Jigri
Yaar Per Aati Hai.
badmash shayari in urdu
badmashi shayari 2 line
Badmashi poetry text copy paste
0 Comments